|
Unohone
dekha aur ansu tapak paday, bhari barsat main jayse phol bikher paday.
duk yeh nahi k unhone humain alvida kaha, dukh to yeh hay k us k baad
wo khud bhi ropaday....: Waqt guzarta raha
par sanse thami si thi,
muskura rahe the hum,
par ankho me nami si
thi,
saath hamare ye jahan
tha sara,
par na jaane kyu
tumhari kami si thi Gham me hasne
walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko
hataya nahi jata,
hone wale ho jate
hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna
banaya nahi jata
Kabhi Ajnabee se milay the, fir
yhonhi miltay chale gaye, hun to aapko dost bananewale the magar aap to
hamare dil ki dhadkan banthe chale gaye. happy Valentine's Day jaan.
Honth
keh nahi sakte jo fasana dil ka, Shayad nazar se woh baat ho jaye. Is
umeed mein karte hain intezaar raat ka, ke shayad sapne mein mulaqat ho
jaye...
I want u 2 know dat our friendship
means alot 2 me.U cry i cry.U lauf i lauf.U jump out of da window... I
look down & den... i lauf again
|